Urdu Love Poetry sms Messages
Urdu love poetry sms messages, Poetry Sms Messages, Poetry Sms Quotes, Wishes, Mobiles Text Sms, poetry sms in urdu, beautiful urdu poetry sms, love sms in urdu for girlfriend, sms urdu, urdu poetry sms send to mobile free, sad poetry sms in urdu, urdu sms collection, love sms in urdu for boyfriend
# 1
# 1
Daway piyar ke mujhy nai aty
aik zindagi h
jb marzi mang lena
# 2
Abhi tuk yaad ker rahay ho pagal ho tum qasam se
Us ne tu teray baad bhi hazaroon bhula diyay
# 3
Kasay Karon Atbaar Muhbbat Par
Log Pal Bhar mein Tuh Badal Jaty hai
# 4
Tanhayion Se Nahin Hum Mehfil Se
Darte Hain, Duniya Se Nahin Hum
Khud Se Darte Hain, Yun To Bahut
Kuchh Khoya Hai Humne Na Jaane
Kyun Tumhe Khone Se Darte Hain.
# 5
Chehro Par To Inki Sach Ki Mehfil
Hai, Jhoot Ka Mela Dil Ke
Andar Lagta Hai, Chor Ucchokon
Se Bhi Itna Khauf Nahi, Jitna
Farebi Aashiko Se Darr Lagta Hai.
# 6
Lafzon Ki Tarah Mujse Kitabon Me
Mila Kar, Duniya Ka Agar Dar Hai
To Khwado Me Mila Kar, Pholon Ka
Khushbo Se Taluq Ha Zarori To Ban
Ke Mehaq Mujhse Gulabo Me Mila Kar.
# 7
Mere Wajood Mein Wafaa Ki Roshni Utaar De,
Phir Itna Pyar De Ke Mujhe Chahaton Se Maar
De, Bohat Udaas Hoon, So Main Tere Paas Aa
Gaya, Kuch Aisi Baat Ker Jo Dil Ko Chain-O-
Garaar De, Suna Hai Teri Ek Nazar Sanwarti Hai
Zindagi, Jo Ho Sake To Aaj Meri Zindagi Sanwar De.
# 8
..main aik isam-e-mohabat hon falak se utra..
..main agar tere wird me rehta to karamat karta..
# 9
..main aik isam-e-mohabat hon falak se utra..
..main agar tere wird me rehta to karamat karta..
#10
Kuch Khud Bhi Thay Afsurda se
Kuch Tum bhi Hamse Rooth gaye
Kuch Khud Bhi Zakham k Aadi thay
kuch Sheeshay hath se Choot gaye
Kuch khud Bhi thay Hassas bohat
Kuch Apnay Muqadar Roth gaye
Kuch tumko Such se Nafrat thi
Kuch Hamse Bolay na Jhoot gaye
Kuch logon ne Uksaya Tumhen
Kuch Apnay Muqadar Phoot gay
Kuch khud itnay Muhtaat na thay
Kuch Log bhi Hum ko Loot gaye
Kuch Talkh Haqaaiq thay itnay
# 11
mujhe ko ab tujh se bhi mohabbat nahin rahi, aai zindagi teri bhi mujhe zaroorat nahin rahi, bujh gaye ab us ke intezaar ke vo jalate die, kahin bhi aas-paas us ki aahat nahin rahi.
# 12
Naseeb mera Q mujse khafa ho jata h, Apna jisko B mano bewafa ho jata h, Q na ho shikayat meri nazro ko raat se, Sapna pura hota nhi or sawera ho jata h..
# 13
Naseeb mera Q mujse khafa ho jata h, Apna jisko B mano bewafa ho jata h, Q na ho shikayat meri nazro ko raat se, Sapna pura hota nhi or sawera ho jata h..
# 14
Dil jab tootta hai to Aawaaj nahin Aati! Har kisi ko Muhabbat raas nahin Aati! Ye to apane-apane naseeb ki baat Hai! Koi bhoolata Nahin aur kisi ko Yaad bhi nahin Aati!
# 15
aadat ke baad dard bhī dene lagā mazā hañs hañs ke aah aah kiye jā rahā huuñ maiñ
# 16
aadat ke baad dard bhī dene lagā mazā hañs hañs ke aah aah kiye jā rahā huuñ maiñ
# 17
Aksar Wohi Log Uthhate Hain Hum Per Ungliyan,
Jinki Humein Chhune Ki Aukat Nahi Hoti.
# 18
Muhabat to thi usko beshak mujh say
.
.
Bus meri hi umeedain had say ziada thi us sa
#19
Ban Gayi Hai Dil K Majbori Mulakatain
Ho Gayi Hai Ab Tu Zrori Mulakatain
Aankhon Se Kuch Keh K Bichar Jana
Jan Le Lain Gi Ye Adhoori Mulakatain
# 20
Qayamat tak tujhe yaad karenge,
Teri har baat par aitbaar karenge,
Tujhe sms karne ko to nahi kahenge,
Par phir bhi tere sms ka intezar karenge.
# 21
Hum dua karte hain khuda se,
Ki wo aap jaisa dost aur na banaye,
Ek cartoon jaisi cheez hai humare paas,
Kahin wo bhi common na ho jaye!
# 22
Masoom mohbbat ka itna sa fasana ha
kaghaz ki hawely ha aur barish ko bhi ana ha
kya shrty muhbbat ha kya sharty zamana ha
awaz bhe zakhme ha aur geet bhe gana ha
ye ISHAQ nahe aasaan bus itna samajh lejye
ik agg ka darya ha aur doob k jana ha..
# 23
Unse pyar hai par kahe bhi toh kaise
Ye intezar hum dil ka sahe bhi toh kaise
Pyar ki galiyon mein na haar hai na jeet
Dil ki kashmakash ka kuch aisa hai sangeet..
# 24
Kehty Hain TuJh Ko Log MaSeeHa’ MaGar YahaN
Ik Shakhs Mar Hi GaYa Hai TuJhy Dekhny K Baad.
# 25
Yeh hqeeqt hai k zindgi wfa nahi'n krti AAMIR
lekin ache dost bhi to zindgi hote hain...
by AAMIR KHUDADAD
# 26
Uljha Rahi Hai Mujh Ko,
Yehi Kash Makash Musalsal
Wo Aa Basa Hai Mujh Mei,
Ya Mai Us Mei Kho Gai Hoon
# 27
Tum Se To Kheir Gharri Bhar Ki Mulaaqat Rahi
Log Saddiyoon Ki Rafaaqat Ko Bhulaa Detay Hein.
# 28
Uljha Rahi Hai Mujh Ko,
Yehi Kash Makash Musalsal
Wo Aa Basa Hai Mujh Mei,
Ya Mai Us Mei Kho Gai Hoon
# 29
Choro yay wafa k qisey yay umron ka Rona Hai
Pehle Kon Humara Tha Ab Kis Ne Humare hona
hai..!
# 30
Bhool Na Jaun Maangna Use Har Namaaz K Baad,
Yahi Soch Kar Humne Naam Uska Dua Rakkha Hai.
# 31
Mujhy Qubool Hai Her Dard, Her Takleef Teri Chahat Me,,
Bas Itna Bata De Kiya Tujhy Meri Mohabbat Qubool Hai..?
# 32
Jin Ko Sath Nahi Dena Hota,
Wo Aksar Roothay Rehtay Hen..!
# 33
Seekh Nahi Paya Me Meethay Jhoot Ka Hunar,,
Kadway Sach Ny Kai Log Chheen Liye Mujh Se..!
# 34
Bohat Saffaak Ho Tum Bhi..
Mohabbat Aise Kerty Ho,,
K Jese Ghar K Pinjray Me,
Parinda Paal Rakha Ho..!
# 35
Ab tak khabar na thi ke mohabbat gunnah hai,
Ab jaan kar gunaah kiye jaa raha hoon main..
# 36
Bohat hi saada hai tu aur zamaana ayaar*,
Khuda kare tujhe sheher ki hawaa na lage..
# 37
Yaadon ki aag thi ke khayalon ki chaandni,
Shab bhar mere makaan main ik roshni rahi..
# 38
Khuda Bakhsh Deta hai Unko Jinki Qismat Kharab Hoti Hai,,
Hergiz Nahi Bakhshta Unko Jinki Niyat Kharab Hoti Hai..!
# 39
SUNO!
Zindgi apni hans kar basar karna
Nafraton k raste pe na sfar krna
SUNO!
Wafa na ho to mohbat adhori hay
Mohabt k safar me wafa ki fikar karna
SUNO!
Zamana jitna b ho hamdard tumhara
Zamane ko na sharike safar karna.
SUNO!
Mohabat har kisi ka mukadar nahi hoti
Mile jo mohabat to is ki kadar karna.
# 40
yeh jhuki jhuki aankhein
yeh ruka ruka lehja
lab pe baar baar aa k
toot’ta hua fiqra
gard me ati palkein
dhoop se tapaa chehra
sar jhukaaye aaya ha
ik umr ka bhoola ..
dil hazaar kehta ha
hath thaam loon uska
choom loon yeh peshaani
lautne na doon usko
koi dil se kehta ha
saare harf jhoote hain
Aitbaar mat karna!
Aitbaar mat karna!
# 41
garmi-e-hasrat-e-nakam se jal jate hain.
hum charago ki tarha shaam se jal jate hain.
jab b ata hai tera naam mere naam k sath.
jane khyu log mere naam se jal jate hain.
# 42
Mein Ne Sadyon Guzarna Hai Tuje
Tu Mera Aakhri Zamana Hai
# 43
Us Na Khuda Ke Zulm-o Sitam Haye Kiya Karon
Kashti Meri Daboyi Hai Sahal Ke Aas Paas
# 44
Us Ki Yadon Mein
Us Ki Baton Mein
Kahin Mera Aks Bhi Jhilmilata Hoga..
Laakh Masroof Hoga Apne Kamon Mein,
Phir Bhi Hamein Soch Ker Kabhi To Muskurata Hoga.
# 45
Uljha Rahi Hai Mujh Ko,
Yehi Kash Makash Musalsal
Wo Aa Basa Hai Mujh Mei,
Ya Mai Us Mei Kho Gai Hoon
#46
Kisi Se Juda Hona Agar Itna Asan Hota Faraz
Tu Jism Se Roh Ko Lene Kabi Farishte Nahi Aate
# 47
shaam say pahlay teri shaam na honay doon ga
zindagi main tujhay na.kaam na honay doon ga
lagnay doon ga na hawa tujh ko khizaoon ki kabhi
phool jaisa tera anjaam na honay doon ga
#48
Zabat Bhi Sabar Bhi Imkaan Mein Sab Kuch Hai
Pehle Kam-Bakht Mera Dil Tu Mera Dil Ho Jaye
# 49
garmi-e-hasrat-e-nakam se jal jate hain.
hum charago ki tarha shaam se jal jate hain.
jab b ata hai tera naam mere naam k sath.
jane khyu log mere naam se jal jate hain.
# 50
Awaz main thehrao tha ankhon main nami thi
Aur keh raha tha main ne sab kuch bhula dia
# 51
Tum Se To Kheir Gharri Bhar Ki Mulaaqat Rahi
Log Saddiyoon Ki Rafaaqat Ko Bhulaa Detay Hein.
# 52
Kabhi zindagi sey gilla ker k roye,
Kabhi mout ki hum dua ker k roye,
Ajab silsila haiNamaz-e-Mohabbat ka,
Qaza ker k bhi roye,ada ker k bhi roye
# 53
Ae chand tu bhul jayga garur se chamakna,,,
jis roz dekhy ga ik jhalak mere yar ki,
# 54
Aalam-e Mohabat Mein
Ik Kamal Wehsaht Mein
Be Sabab Rafaqt Mein
Dukh Uthana Parta Hai
Titliyan Pakrne Ko
Door Jana Parta Hai
# 55
Ek Lamha Lagta He Dil Lagane Me,
Phr Azmaesh Ka Waqt Hota He Nibhane Me,
Lut Jati He Dunia Mit Jati He Zindgi,
Aa Jati he Qayamat Kisi Apne Ko Bhol Jane Mein
#56
SaRe DaRD MujHY SoNp diYe
EtNa AitBar Tha MujH Per
#57
Us Ki Yadon Mein
Us Ki Baton Mein
Kahin Mera Aks Bhi Jhilmilata Hoga..
Us Ki Yadon Mein
Us Ki Baton Mein
Kahin Mera Aks Bhi Jhilmilata Hoga..
Laakh Masroof Hoga Apne Kamon Mein,
Phir Bhi Hamein Soch Ker Kabhi To Muskurata Hoga.
Laakh Masroof Hoga Apne Kamon Mein,
Us Ki Yadon Mein
Us Ki Baton Mein
Kahin Mera Aks Bhi Jhilmilata Hoga..
Laakh Masroof Hoga Apne Kamon Mein,
Phir Bhi Hamein Soch Ker Kabhi To Muskurata Hoga.
Phir Bhi Hamein Soch Ker Kabhi To Muskurata Hoga.
# 58
Uljha Rahi Hai Mujh Ko,
Yehi Kash Makash Musalsal
Wo Aa Basa Hai Mujh Mei,
Ya Mai Us Mei Kho Gai Hoon
# 59
Sab Mere Baghair Mutmayin Hain
Mein Sab Ke Baghair Ji Raha Hun
# 60
Woh mujh per ajeeb assar rakhta hai,
Mere dil ki tamaam khabar rakhta hai,
Shayed main usey bhool hi jata magar,
Yaad aane ke woh saare hunar rakhta hai..
Labels:
Love Shayari
No comments: