romantic poetry in urdu, poems about life and love and struggles
Kab Nahin Naaz Uthaye Hain Tumhare Mai Ne
Dekho Aanchal Pe Sajaye Hain Sitare Mai Ne
کب نہیں ناز اُٹھائے ہیں تمہارے میں نے
دیکھو آنچل پے سجاے ہیں ستارے میں نے
Gar Sukoon Chahiye Is Lamha-e-Maujud Mai Bhi
Aao Is Lamha-e-Maujud Se Bahar Niklen
گر سکوں چاہیے اس لمحۂ موجود میں بھی
آؤ اس لمحۂ موجود سے باہر نکلیں
गर सुकूँ चाहिए इस लम्हा-ए-मौजूद में भी
आओ इस लम्हा-ए-मौजूद से बाहर निकलें
Na Tumhain Hosh Rahe Aur Na Muje Hosh Rahe
Is Qadar Toot K Chaho Muje Pagal Kar Do
نہ تمہیں ہوش رہے اور نہ مجھے ہوش رہے
اس قدر ٹوٹ کے چاہو مجھے پاگل کر دو
न तुम्हें होश रहे और न मुझे होश रहे
इस क़दर टूट के चाहो मुझे पागल कर दो
Main Bhi Graduate Hun Tum Bhi Graduate,
Ilmi Mubaase Hon Zara Paas Aa Ke Lait
میں بھی گریجویٹ ہوں تم بھی گریجویٹ
علمی مباحثے ہوں ذرا پاس آ کے لیٹ
Ungliyan Phair Mere Baalon Mein, Yeh
/Dard Shayari/Romantic Urdu Poetry/
Ungliyan Phair Mere Baalon Mein,
Yeh Mera Dard e Sar Nahi Jaata
Hath Rakh Ke Woh Mere Dil Pe Farmane Lage Zaid,
Dard Kahan Hota Hai? Kab Hota Hai? Ab Ho Raha Hai?
Labon Pe Hont Rakh Kar Kaha Uss Zalim Ne,
Kya Shikayat Kya Gila Hai Ab Bolte Kyun Nahi
Pyar Ke Patto Se Bhari Kitaab Ho Tum
Rishton Ke Phoolon Mein Gulab Ho Tum,
Kuch Log Kehte Hain Pyar Sacha Nahi Hota
Un Logon Ke Har Sawal Ka Jawab Ho Tum
Hath Pakra , Baat Ki , Phir Gale Laga Liya
Ek Sath Hee Theen Jhatke Aaye Haye
Tujh Ko Nikaal Kar Dekha Hai,
Mere Ander Kuch Nahi Bachta
Tum Jo Choo Lo Toh dard Ghat Jaye,
Aao ! Mere Tabib Ho Jao !!
Saans Lene Se Saans Dene Tak,
Jitne Lamhe Hain Sab Tumhare Hain
Tum Dur Ho Kar Bhi Itne Ache Lagti Ho,
Na Jaane Paas Hote Toh Kitne Ache Lagte
Main Toh Tum Ko Chum Ke Peeche Hat
Main Toh Tum Ko Chum Ke Peeche Hat Jaun,
Hont, Tumhare Honton Per Na Reh Jayein
Na Tumhe Hosh Rahe Aur Na Mujhe Hosh Rahe,
Iss Qadar Tut Kar Chaho Ke Mujhe Pagal Kardo
Jaane Kaun Hai Tu Meri, Main Na Jaana Yeh Magar
Jaane Kaun Hai Tu Meri, Main Na Jaana Yeh Magar,
Jahan Jaun Main, Karun Main Wahan, Tera Hee Zikr
Maanga Tha Hum Ne Jissey Apni Dua’on Mein
Maanga Tha Hum Ne Jissey Apni Dua’on Mein,
Haan Wohi Mera Pyar Ho Tum
Tere Ishq Ka Yeh Kitna Haseen Ehsas Hai
Tere Ishq Ka Yeh Kitna Haseen Ehsas Hai,
Lagta Hai Jaise Tu Har Pal Mere Paas Hai
Seene Se Mujhko Laga Ke Chahat Toh Doh
Seene Se Mujhko Laga Ke Chahat Toh Doh,
Iss Pagal Dil Ko Rahat Toh Doh
Ishq Ujrat Talab Na Tha Warna, Hamare
Ishq Ujrat Talab Na Tha Warna,
Hamare Nain Tere Muk Pe Naukri Karte
Kaash Tu Meri Aankhon Ka Aansu Ban Jaye,
Main Rona Chor Dun Tujhe Khone Ke Darr Se
Dil Ki Kitaab Ka Har Lafz Aaj Se Tere Naam,
Yeh Zindagi Yeh Chahat Sab Ke Sab Tere Naam
Kaise Bataun Jazbaat Yeh Mere,
Main Khud Se Bhi Zyada Tujhe Chahta Hun
Mujhe Qabool Hai Har Dard Har Takleef Teri Chahat Mein,
Sirf Itna Bata Doh Kya Tumhe Meri Mohabbat Qabool Hai
Mujhe Bus Tu Chaiye,
Yeh Mat Pooch Kyun Chaiye
Bana Ke Rakh Lo Qaidi Mujhe Apni Chahat Mein
Bana Ke Rakh Lo Qaidi Mujhe Apni Chahat Mein,
Bichar Kar Aap Se Mujhe Jeena Nahi Aata
Mohabbat Mein Intezar Ki Gariya’n Bhi Kya Khoob Hoti Hain
Mohabbat Mein Intezar Ki Gariya’n Bhi,
Kya Khoob Hoti Hain
Seene Ki Jagah Aankhon Mein Dharakta Hai Dil
Saanson Ki Mehek Ho Ya Chehre Ka Noor,
Chahat Hai Aap Se Iss Mein Mera Kya Kasoor
Tujhse Qurbat Ka Irada Hai, Judai Ka Nahi
Tujhse Qurbat Ka Irada Hai, Judai Ka Nahi
Qaid Honay Ka Armaan Hai Rehayi Ka Nahi
Kyun Chupate Ho Sani Kyun Inkaar Karte Ho
Kyun Chupate Ho Sani Kyun Inkaar Karte Ho,
Tumhari Aankhen Kehti Hain Tum Bhi Pyar Karte Ho
Khud Ko Bawazu Kiya Tere Tasawar Se Bhi Pehle
Khud Ko Bawazu Kiya Tere Tasawar Se Bhi Pehle,
Maine Iss Darje Tere Ishq Ko Pakeeza Rakha
خود کو باوضو کیا تیرے تصور سے بھی پہلے
میں نے اس درجہ تیرے عشق کو پاکیزہ رکھا
Tujh Mein Khoyi Rahun Main, Mujh Mein
Tujh Mein Khoyi Rahun Main, Mujh Mein Khoya Rahe Tu,
Khud Ko Dhund Leinge Phir Kabhi
تجھ میں کھوئی رہوں میں مجھ میں کھویا رہے تو
خود کو ڈھونڈ لیں گے پھر کبھی
Tu Mujhe Ishq Ke Asool Na Samjha,
Mumkin Hai Ke Mujhsa Deewana Tumhe Kahin Na Mile
تو مجهے عشق کے اصول نا سمجها
ممکن ہے کہ مجھ سا دیوانہ تمہیں کہیں نہ ملے
Kya Khabar Ek Nazar Hee Par Jaye, Hum Tumhare
Kya Khabar Ek Nazar Hee Par Jaye,
Hum Tumhare Liye Hee Sanwarte Hain
کيا خبر اِک نَظر ہی پڑ جائے
ہم تمہارے ليئے ہی سنورتے ہيں
Jab Tere Nain Muskurate Hain, Zeest Ke Ranj
shayari on eyes
Jab Tere Nain Muskurate Hain,
Zeest Ke Ranj Bhool Jaate Hain
جب تیرے نین مُسکراتیں ہیں
زیست کے رنج بھول جاتے ہیں
Teri Aankhon Ki Kasam Zindagi Samjha Hai Tujhe
urdu poetry on eyes
Teri Aankhon Ki Kasam Zindagi Samjha Hai Tujhe,
Tujh Ko Kuch Soch Ke Saanson Mein Sharakat Dee Hai
تیری آنکھوں کی قسم زندگی سمجھا ہے تجھے
تجھ کو کچھ سوچ کہ سانسوں میں شراکت دی ہے
Masoomiyat Ka Kuch Aesa Andaaz Tha Mere Sanam Ka
shayari on eyes
Masoomiyat Ka Kuch Aesa Andaaz Tha Mere Sanam Ka,
Ussey Tasveer Mein Bhi Dekhun Toh Palkein Jhuka Leti Hai
معصومیت کا کچھ ایسا انداز تھا میرے صنم کا
اُسے تصویر میں بھی دیکھوں تو پلکیں جُھکا لیتی ہے
Mulaim Hath, Kham e Zulf, Ada e Nain Aur Yaqoot Hont
urdu poetry on eyes
Mulaim Hath, Kham e Zulf, Ada e Nain Aur Yaqoot Hont,
Wallah Katal Baaqi Hai Auzaar Toh Sab Hee Pooray Hain
ملائم ہاتھ ، خمِ زُلف ، ادائے نین اور یاقوت ہونٹ
واللہ قتل باقی ہے اوزار تو سب ہی پورے ہیں
(Khum e Zulf = Curly hair ; Yaqoot = Garnet),(Auzaar = Tools)
Usne Dekhi Usne Choomi, Maine Rakh Dee Sambhal
Usne Dekhi Usne Choomi,
Maine Rakh Dee Sambhal Kar Aankhen
اُس نے دیکھیں اُس نےچومی
میں نے رکھ دیں سنبھال کرآنکھیں
Kisi Manoos Lamhey Mein Kisi Manoos Chehre Se
urdu shayari mohabbat
Kisi Manoos Lamhey Mein Kisi Manoos Chehre Se,
Mohabbat Ki Nahi Jaati Mohabbat Ho Hee Jaati Hai
کسی مانوس لمحے میں کسی مانوس چہرے سے
محبت کی نہیں جاتی محبت ہو ہی جاتی ہے
shayari on eyes
Qayamat Hai Zalim Ki Neechi Nigahein,
Khuda Jaane Kya Ho Jo Nazrein Utha Lein
urdu love poetry
Uska Hans Ke Nazrein Jhuka Lena,
Saari Sharartein Qabool Hon Jaise
urdu love poetry
Tere Kandhe Per Sar Rakh Kar,
Ghamon Se Jeet Jaati Hoon
urdu love poetry
Chup Chup Kar Dekhti Hoon Teri Tasveer Ko,
Kuch Ho Gaya Hai Ranjhe Teri Iss Heer Ko
urdu love poetry
Kash Tum Poocho Mujhse Kya Chaiye,
Main Pakrun Hath Tera Aur Kahun Tera Sath Chaiye
urdu love poetry
Teri Rooh Ka Meri Rooh Se Nikah Ho Gaya Ho Jaise,
Bin Tere Kisi Ko Sochun Toh Gunaah Lagta Hai
urdu love poetry
Paas Aate Aate, Woh Itna Kareeb Aayi Hamare,
Faasla Na Raha, Labon Ke Darmiyan Hamare
urdu love poetry
Nahi Hote Bardasht ‘ Tum ‘ Per 2 Nukte,
Tab Hee Toh Kehta Hun ‘ Hum ‘ Ho Jayein
Log Takte Hee Rahe Aasmanon Pe,
Hum Ne Zulfon Mein Chand Dekha Hai
Yani Ab Log Seekhaein Ge Main Kaise Dekhun,
Meri Marzi Main Uss Shaks Ko Jaise Dekhun
Gaal Ki Janib Jhukti Hai Sharmati Hai Bal Khati Hai
Gaal Ki Janib Jhukti Hai Sharmati Hai Bal Khati Hai,
Aaj Irada Theek Nahi Hai Mahi Tere Kaan Ki Bali Ka
Yun Na Muskuraya Karo Labon Ki Shan Jaati Hai
urdu love poetry
Yun Na Muskuraya Karo Labon Ki Shan Jaati Hai,
Tumhare Hont Hilte Hain Hamari Jaan Jaati Hai
Guftagu Ki Jiye Magar Ahtiyat Ke Sath, Log Mar Jaate
Guftagu Ki Jiye Magar Ahtiyat Ke Sath,
Log Mar Jaate Hain Alfaaz Ke Sath
Tum Jo Hote Toh Baat Aur Thi, Ab Ki Barish
urdu love poetry
Tum Jo Hote Toh Baat Aur Thi,
Ab Ki Barish Toh Sirf Pani Hai
Teri Yeh Adaa Toh Meri Jaan Le Kar Hee Choregi
urdu love poetry
Teri Yeh Adaa Toh Meri Jaan Le Kar Hee Choregi,
Kyun Girta Hai Dupatta Tera Mere Hee Saamne
Hum Tujhe Yun Dhundte Hain, Jis Tarah Log
urdu love poetry
Hum Tujhe Yun Dhundte Hain,
Jis Tarah Log Sukoon Dhundte Hain
Aankhon Ko Apni Band Na Kar Loon Toh Kya Karoon
aankhen shayari
Aankhon Ko Apni Band Na Kar Loon Toh Kya Karoon,
Ab Dekhna Hee Kya Hai Tujhe Dekhne Ke Baad
Ek Teri Khwahish Hai Bus, Kainaat Kisne Maangi Hai
urdu love poetry
Ek Teri Khwahish Hai Bus,
Kainaat Kisne Maangi Hai
Jab Yaar Kare Parwa Meri, Mujhe Kya Parwah
urdu love poetry
Jab Yaar Kare Parwa Meri,
Mujhe Kya Parwah Iss Duniya Ki
Woh Faaslon Mein Bhi Rakhta Hai Rang Qurbat Ke
aankhen shayari
Woh Faaslon Mein Bhi Rakhta Hai Rang Qurbat Ke,
Nazar Se Dur Sahee, Dil Ke Paas Rehta Hai
Labels:
Love Shayari
No comments: