Space

[Space][bleft]

Birthday Wishes

[Birthday%20Wishes][bsummary]

Alone Status

[Alone%20Status][grids]

Women Quotes

[WomenQuotes][twocolumns]

tanhai poetry in urdu, tanhai shayari urdu

Tanhai Poetry


Mujh say kehti hai tery sath rahoongi
Mujh say kehti hai tery sath rahoongi
Buht piyar krti hai mujhsey udasi meri



Mohabbat hum ne ki jo ek khata hogayi
Mohabbat hum ne ki jo ek khata hogayi
Ki wafa or zindagi saza hogayi

Wafa karte rahe hum ibadaton ki tarhan
Phir ibadat khud ek gunah hogayi

Kitna suhana tha safar jab sath thay hum
Phir kia howa kyun manzil juda hogayi

Koi chahat koi hasrat koi umeed nahi rahi
wo gaya to laga dunya fana hogai?


Tufaan Me Bikhrate Chale Gaye
Tufaan Me Bikhrate Chale Gaye
Tanhai Ki Gehrai Me Utarte Chale Gaye
Jannat Thi Har Subah Sham Jin Dosto Ke Sath
Ek-Ek Kar Ke Sab Bichhadte Chale Gaye
Tanhai PoetryCharacter: 155


Akele To Hum Pehle Bhi Jee Rahe The
Akele To Hum Pehle Bhi Jee Rahe The
Kyu Tanha Se Ho Gaye Hai Tere Jane Ke Baad


Aab Intazar Ek Aadat Si Hogai Hai
Aab Intazar Ek Aadat Si Hogai Hai
Khamoshi Se Ek Caahat Si Hogai Hai
Na Shikwa Na Shikayat Karne Ki Zarurat Hai
Kyuki Is Tanhai Se Abb Mohbbat Si Hogai Hai


Kyu Hame Kisiki Talash Hoti Hai
Kyu Hame Kisiki Talash Hoti Hai
Kyu Dil Ko Kisiki Aas Hoti Hai
Chand Ko Dekho Vo B Tanha Hai
Fir B Uski Chandni Se Roshan Raat Hoti Hai


Pal Pal Tanhai Me Tadapta Raha
Pal Pal Tanhai Me Tadapta Raha
Teri Yaadon Ke Tufano Se Ladta Raha
Koi Puchta To Kehta Theek Hu Main
Kaun Jaane Kaise Mar-Mar Kar Jeeta Raha Main

Dur Tak Tanhai Bhara Safar Hai
Dur Tak Tanhai Bhara Safar Hai
Na Koi Sathi Na Koi Humsafar Hai
Chale Jate Hain Dil Mein Ye Soch Kar Ki
Bas Agle Mod Par Khushiyon Ka Shaher Hai


In Behte Hue Aansuon Se Aqidat Hai Mujhe Bhi
In Behte Hue Aansuon Se Aqidat Hai Mujhe Bhi
Unki Tarha Hi Khud Se Shikayat Hai Mujhe Bhi
Wo Agar Nazuk Hain To Main Bhi Pathar Nahi
Tanhai Mein Rone Ki Aadat Hai Mujhe Bhi


Jaa Chuke Hain Sab Aur Wahi Khamoshi Chaayi Hai
Jaa Chuke Hain Sab Aur Wahi Khamoshi Chaayi Hai
Pass Hain Har Oar Sannata, Tanhai Muskurai Hai

Tanhai Poetry

Us Nay Is Kadar Tanha Kar Diya Mujh Ko
Us Nay Is Kadar Tanha Kar Diya Mujh Ko
Kay Ab Kise Ko Bhee Tanha Dekha Nahin Ja Ta


Main K Phir Dasht-E-Rafaqat Ka Safar Kar Aaya
Main K Phir Dasht-E-Rafaqat Ka Safar Kar Aaya
Kia Kahoon Kaisi Aziyat Say Guzar Aaya!!


Manzile Bhi Uski Thi Rasta Bhi Uska Tha
Manzile Bhi Uski Thi Rasta Bhi Uska Tha
Ek Main Akela Tha, Kafila Bi Uska Tha
Sath-Sath Chalne Ki Soch Bi Uski Thi
Fir Raasta Badalne Ka Faisla Bhi Uska Tha
Tanhai PoetryCharacter: 161


Aik Pal Ka Ehsas Bankar Ate Ho Tum
Aik Pal Ka Ehsas Bankar Ate Ho Tum
Dosre Hi Pal Khuwab Bankar Ur Jate Ho Tum
Janty Ho K Lagta Hia Dar Tanhaiyo se
Phr Be Bar Bar Tanha Chor jate ho Tum


Geele Kagaz Ki Tarah Hain Zindagi Apni
Geele Kagaz Ki Tarah Hain Zindagi Apni
Koi Jalata Bhi Nahin Koi Bahata Bhi Nahin
Is Qadar Hain Akale Rahaon Mein Dil Ki
Koi Bulata Bhi Nahi Koi Batlata Bhi Nahin


Is Do Pal Ki Zindagi Mein Tanhai Kyu Hai
Is Do Pal Ki Zindagi Mein Tanhai Kyu Hai ?
Logon Ko Humse Ruswai Kyu Hai ?
Is Duniya Mein Insane Kam To Nahin
Phir Mere Saath Sirf Meri Parchai Kyu Hai


Udaas Muskurahaton Ke Peeche Ghum Ke Railay Hain
Udaas Muskurahaton Ke Peeche, Ghum Ke Railay Hain
Ab Tumhain Kya Batayain, Ke Tum Bin Kitne Akele Hain

No comments: